Cherreads

Chapter 4 - DIL KI GAHARAIYO ME

Ab humare aur ayushi ke bich najadikiya badate gayi hum aksar akele me samay vytit karane lage jyadatar log humse jalane lage aur palak jo ki hume chahati thi o ayushi ke sahare hume propose karana chahati thi ek baar saval karane ke bahane usne humari notebook me palak ki taraf se love latter likha humne toh use padha lekin mai andar hi ansar ayushi ko pyaar karane laga tha. agale din jab mai school gaya toh palak us din school nahi aayi thi hum school jane ke baad sidha ayushi ke paas gaya aur usase bolane laga aapka dimag kharab ho gaya hai maine aapko bataya tha mai kisi ko nahi chahata fir ayushi ne dhire se kaha hume bhi nahi humne kaha kya usane kaha kuchh nahi bas aise hi fir kya agale din jab palak school aayi to usane hume haath me i love you likh kar dikhaya lekin humne mana kar diya. palak to dil ki bahut achhi ladaki thi lekin dil jab kisi ko apana man baithata hai to vo kisi ka nahi sochata ab meri bhi halat kuchh aisa hi tha. palak ek bahut achhi singer thi jisane humare liye ek apane aavaj me rote huye ( rang the nur tha jab kariib tu tha ) song gaya. 

phir kya palak humase naraj ho gayi ab ayushi se humari ek dost ke roop me beet cheet chalane lagi hum unako kuchh is kadar chahane lage ki hum sahi aur galat ka faisala kar hi nahi sake is samay hume ek ser yaad aa raha hai ki "hum is kadar unko chahane lage ki samay ka pata hi nahi chala toh aaj ke liye itna hi aage chater no.5 ( MOHABBAT KI RAHE ) Me

More Chapters