Cherreads

Ek pyar

Seema_Devi_7902
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
158
Views
Table of contents
VIEW MORE

Chapter 1 - Ek Pyar

Shahar me ek ladka ka rehta tha wah apni padai Puri kar rha tha . Ek bar pedal Ghar jate huye wah ek andhi ladki se takra gya or ladki uske godh me gir gayi or ladka ladki ko dekhta hi rah gya ussi bich ladke ko ladki se pyar ho gya fir wah dono apne ane Ghar chale gaye magar ladka is ladki ke bare me hi soche ja rha tha or ladka agle din ussi jagah me gya tha jaha par ladaki takrayi thi wah ladki ka wet karta rha tha or thodi der bad ladki gayi magar ladka is ladki se bat karna chahta tha ladke ne kisi tarah ladki ke pass gya or usse puchne lga ki ap ka kya nam he ladki ne jawab diya me apko apna nam kyu btao me to apko janti bhi nhi ladka usse ricwest karne laga fir ladki ne bhi apna nam bata diya ladke ko fir ladka roj hi chala ata tha ussi jagah ladki se milne ladki ko bhi ladka achha lagne lag pada tha fir ladke pe pucha ki apke sath kya hua tha jo apki kahe chali gayi ladki ne jawab diya ki mera exident ho gya tha usse mere kahe chali gayi thi fir ladka chahta tha ki ladki mujhe dekhe Magar ladke ne ek Festa kiya ki me apni akhe ladki ko de dunga fir ladke ne apni akhe ladki ko de di . Magar ladki ko pata nhi tha mujhe akhe di kisne he ladki ke pass akhe ane ke bad ladki wo nhi jagah me gayi jha pe ladka ladki ka intezar karta tha or ladka bhi ussi jagah me betha tha jha ladki roj aya karti thi ladki ko pata chal hi gya ki usse ladke me mujhe akhe di he fir ladki pe bima kuchh soche ladki ke sath shadi kar li or wo dono abhi bahut khush he.