Cherreads

Ek dosti

Samar_preet_Preet
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
222
Views
Synopsis
ya kahani ek Lakin ki hai .................dosti ka hath badaya.
Table of contents
VIEW MORE

Chapter 1 - Ek dosti

Ya kahani hai ek asi ladki ki jisna kabhi socha nahi tha ki uska sath kabhi aisa bhi hoga. Akira kaya hua hoga uska sath ?Ya janna ka liya aai dalhi hai eski story.

Ek sahar main ek ladki rahati thi jiska nam tha soniya vaha K.G class main padti thi. Waha jis school padti thi. Vaha us school main nayi thi. Uska koi dosti bhi nahi tha vaha kisi ka sath bolti bhi nahi thi. Waha kisi sa jayada baat nahi karti thi. Vaha padai main week thi. Lakin usna K.G class pass kar li. Vaha us class main to pass hogi. Par uska koi dosti nahi ban paya tha. Vaha ek middle class family sa belong Karti thi. Ja. Vaha Ist standard main ho gayi tab uski class ki ladkiyo na ussa baat karna suru kiya. Or vaha bhi sabka sath baat karti thi suru suru main sab ascha tha par uski ek ladki ka sath nahi banti thi. Uska naam tha Radika. Vaha hamsha uska sath ladti rahati thi. Vaha ek dusra ko kabhi pasand nahi karta tha. Par bad mian uska sath bana lagi. Pahla soniya na Radika ki taraf dosti ka hath badaya.

To ab kaya lagta hai aap ko vo ladki Radika jiski Soniya ka sath kabhi nahi bani. To kaya vaha soniya ki taraf sa badaya hua dosti ka hath ko maan lagi uska sath dosti kargi? Kaya vaha uska sath dosti kar lagi?

Ya dalna ka liya juda raha hamare sath. Main bohut jald es kahani ka dusra pahra laker lotungi. Tab tak ka liya bye bye.