Cherreads

Chapter 1 - मेरी मोहब्बत का जादू ( The magic of my Love)

Arman ek sadhaharan ladka tha jo aPne collage ke dino me he ek rahsyamayi ladki se mila uska naam tha Aliya.Aliah Ke Pass Ek Jaadui thi jisse vah Samay Badal sakti thi Arman ko Aliya se pyar ho gya lekin Aliya ki Jaadui Duniya ke Khatre ne unke pyar ko chunoti de.

Ek Din Aliya Ne Armaan ko bataya ki uski shaktishali Jaadui Kitab ko ek shaktishali Dushman dhundh Raha Hai Agar vah Kitab Uske Hath Lag Gai to Puri Duniya Khatre Mein Pad Jayegi Alia ne Armaan se kaha ki use apni Jaadui Duniya Mein Wapas Jana Hoga lekin Armaan Ne Faisla liya ki vah bhi uske sath chalega. Donon Ne Dushman ko harane ki Yojana Banai kai chunautiyon ka Samna karna Pada unhone aakhirkar Dushman ko Hara Diya Alia ki Jaadui Kitab surakshit ho gai Aur donon Ka Pyar Bhi.

!!... ab Aliya aur Armaan Ek Sath Hai aur Unki Jaadui Kahani Aage badh rahi hai...!!

Armaan aur Aliya ki Jaadui Kahani Aage badh rahi thi unhone Apne Pyar Ko majbut karne ke liye kai chunautiyon ka Samna Kiya Ek Din Aliya Ne Armaan ko bataya ki use apni Jaadui Duniya Mein Ek mahatvpurn jimmedari sambhagni Hai vah Armaan ko Apne Sath Le Jana chahti thi Lekin Armaan ne apne Parivar aur doston Ko chhodane chhodane Ka Faisla nahin kiya.

Alia Ne Armaan ko ek Vishesh Uphar Diya Ek Chhoti Si Jaadui Ghanti usne Kaha Jab Tum Mujhe Yad Karoge main a jaaungi Armaan Ne Ghanti Bajai aur Alia uski Jindagi Mein Wapas a gai.

Ab Armaan aur Aliya donon duniya mein rahte hain lekin Unka Pyar Hamesha Juda rahata hai. Ek Din Armaan ko ek rahsyamayi Khat Mila jismein likha tha 'Aliya ko Khatra 'hai jaldi aao Armaan Ne turant Ghanti Bajai aur Alia aa gai unhone Milkar Khatre ka Samna Kiya aur Aliya ko bachaya.

Ab Armaan aur Aliya Ne Faisla Kiya ki vah Hamesha Sath Rahenge Chahe Kuchh Bhi Ho Jaaye unhone apni Jaadui Duniya Mein shaadi ki aur Armaan Aliya ki Duniya Ka hissa Ban Gaya.

Armaan aur Aliya ki shaadi ke bad Unki Jaadui Duniya Mein Ek Naya adhyay Shuru hua vah donon sath mein Khushi Khushi Rahane Lage lekin ek din naya Khatra Aaya ki Jaadui kitab ka Aadha hissa gayab ho gaya aur us Hisse ko dhundhne ke liye Armaan aur Aliya ko ek naye mission per Jana Pada.

Ve donon Ek rahsyamayi jungle mein pahunche Jahan unhen Kai chunautiyan ko Samna karna Pada Jungle Mein Ek shaktishali Jadugar tha Jo Aliya ki Jaadui kitab ka hissa Hasil karna chahta tha Armaan aur Aliya Ne Milkar use Jadugar ko haraya aur kitab ka ghar hissa Wapas Paya ab Aliya ki Jaadui Kitab Puri Ho Gai thi Aur vah apni Jaadui ki Kitab ko bachane Mein Safal ho gaye Armaan aur Aliya Ne sath mein Kai aur mission pure kiye aur apni Jaadui Duniya Mein Shanti aur Khushi Wapas a gai.

Lekin yah kahani abhi khatm Nahin Hui Hai Kyunki Ek naye Khatre ki shuruaat ho chuki hai Ek shaktishali Dushman Aliya ki Jaadui Duniya Ko nasht karne ki Yojana banaa raha hai aur Armaan aur Aliya ko Ek Bar fir se apni takat ka istemal karna hoga Armaan aur Arjan apni Jaadui Duniya Ko bachane ke liye ek Aakhri bar apni takat ka istemal Kiya unhone Apne Dushman ko haraya aur apni Jaadui Duniya Ko bacha liya ab Armaan aur Aliya Ek Sath खुशी-खुशी Rahane Lage Aur Unki Jaadui Duniya Mein Shanti aur Khushi Wapas a gai.

Lekin yah Shanti Jyada der tak Nahin Rahi Ek Din Aliya ko ek rahsyamayi Sapna Aaya jismein usne Dekha ki uski Jaadui Kitab fir se Khatre Mein Hai Aliya ne Armaan ko Jagaya aur use Sapne ke bare mein bataya Armaan aur Aliya Ne Milkar Sapne Ka Matlab samajhne Ki Koshish ki aur unhen Pata Chala Ki shaktishali Dushman Unki Jaadui Duniya per Hamla karne ki Yojana banaa Raha hai is Dushman Ka Naam Tha ''Malik'', Jo Ek shaktishali Jadugar tha aur Aliya ki Jaadui Kitab ko Hasil karna chahta tha Armaan aur Aliya ne apni Jaadui Duniya Ko bachane ke liye Yojana Banai unhone Apne doston Aur parivar Ke Sath Milkar Malik ke khilaf Ladne Ka Faisla Kiya Malik ke pass Ek shaktishali Se Na Thi aur Armaan aur Aliya ko apni Jaadui takat ka istemal Karke unko harana tha Ladai shuru ho gai aur Armaan aur Aliya ne apni Jaadui takat Ka istemal Karke Malik Ki Sena ko haraya Lekin Malik ne ek shaktishali Jadu ka istemal Kiya jisse Armaan aur Aliya ko Piche Hatna Pada. Armaan aur Aliya ne apni Jaadui Duniya Ko bachane ke liye ek Aakhri bar apni takat ka istemal Kiya unhone Malik ko haraya aur apni Duniya Ko bacha liya.

Alia aur Armaan Malik ko haraya aur apni Jaadui Duniya Ko bacha liya ab vah donon sath mein Khushi Khushi Rahane Lage lekin unke bich Ka Pyar Aur Bhi badh gaya.

Ek Din Armaan Ne Aliya ko ek Khubsurat Jagah per Le Jaane Ka Faisla Kiya vah donon Ek Pahadi per Gaye Jahan se Puri Duniya Dikhai deti Thi Armaan Ne Aliya per Chhota Sa Gulab Diya aur Kaha Aliya Tum Meri Jindagi Ki Sabse Khubsurat chij Ho Main Tumhen Pyar Karta Hun Aliya ne Armaan Ki Aankhon Mein Dekha aur Kaha Armaan main Tumhen Pyar Karti hun Tum Mere Liye Sab Kuchh Ho Armaan Ne Aliya ko Gale Lagaya aur donon ne ek dusre ko Chum liya use din ke bad Armaan aur Aliya Aur Bhi Kareeb a gaye vah donon sath mein jyada Duniya Ki Sair karne lage aur apne pyar ko aur bhi majbut Banane Lage Ek Din Aliya Ne Armaan ko bataya ki vah Ek bacche ki ummid kar rahi hai Armaan Khushi Se Jhoom Utha Aur Aliya ko Gale Lagaya Hamare Pyar Ka fal Hai yah baccha Armaan Ne Kaha 9 mahine bad Aliya ne ek Khubsurat bacche ko Janm Diya Armaan aur Aliya Ne uska naam Rakha "Jadu" Jadu Bada hokar Ek shaktishali Jadugar banaa aur Armaan aur Aliya Ke Pyar Ko Aur Bhi majbut Banaya..!!!

Ek Din Jadu ne apne Mata Pita Se Kaha papa mummy main Jaadui Duniya Ko Aur Bhi Khubsurat banana chahta hun Armaan aur Anjane Jadu Ki Baat per hami Bhardi aur Kaha Jadu Tum Jo Bhi karna chahte ho Ham Tumhen support Karenge Jadu ne apni Jaadui takat Ka istemal Karke Duniya Ko Aur Bhi Khubsurat Banaya usne Phoolon ko aur bhi Rangeen Banaya pedon ko Aur Bhi हरा-भरा Banaya Aur nadiyon Ko aur bhi Shuddh Banaya Jaadui Duniya ke sabhi log Jadu ki is kamyabi se bahut khush the Ek Din Jadu ne apne Mata Pita Se Kaha mummy papa main Ek Jaadui School kholna chahta hun Jahan bacche Jadu Sikh Saken Armaan aur Aliya Ne Jadu ki is Baat per hami Bhardi

Aur Kaha Jadu Tum Jo Bhi karna chahte ho Ham Tumhen support Karenge apni Jaadui takat Ka istemal Karke Khubsurat Jaadui School Banaya usne school ka naam Rakha "Jadu Academy" aur vahan Jaadui bacchon ko Jadu sikhana Shuru Kiya Jadu Academy Mein Jaadui bacche Jadu sikhane Lage Aur jald Hi Ho Sabhi shaktishali Jadugar Ban Gaye.

Ek Din Jadu Ne school mein Jaadui festival aayojit Kiya Jahan Duniya ke sabhi log Ek Sath Aaye aur jasn manayen Armaan aur Aliya Ne Jadu ki is Baat per bahut Garv Kiya aur use bahut Achcha bola Jadu ne apni Jaadui takat Ka istemal Karke Jaadui festival ka aayojan Kiya usne festival ka naam Rakha "Jadu Mela" aur Jaadui Duniya ke sabhi Logon Ko aamantrit Kiya Jadu Mela Mein Jaadui log Ek Sath Aaye Aur unhone jasn Manaya festival Mein Ek Jaadui ladki Aaye Jiska Naam Tha "Liya" liya Jadu Ki Tarah Hi Ek shaktishali jadugarani Thi Aur vah jadu se milane I thi Jadu aur liya Ek dusre se mile aur unhen ek dusre Se Pyar Ho Gaya Jadu aur liya Apne Pyar Ko chhupana Nahin aur jald Hi Jadu Duniya ke sabhi Logon Ko unke Pyar ke bare mein pata chal gaya Armaan aur Aliya Ne Jadu aur liya ke Pyar Ko Shikar Kiya aur Kaha Jadu Tum Jo Bhi karna chahte ho Ham Tumhen support Karenge aur Tumhare Ujjwal Bhavishya ki Kamna Karenge Hamen Tum per bahut Bharosa Hai Tum Jo Bhi Karoge Achcha Hi Karoge.

Jadu aur liya ne apne Pyar Ko aur bhi majbut Banane Ka Faisla liya aur jald hi shaadi karne ka nirnay liya aur bad mein un donon ne shaadi kar li Jadu aur liya ki shaadi Jaadui Duniya Mein Ek bahut bada festival ban gai thi aur Jaadui Logon Ne unki shaadi ko badhaiyan di. Jadu aur liya ke bad Chaddi Duniya Mein Ek Naya adhyay Shuru hua

Jadu aur liya ne Jaadui Duniya Ko aur Bhi Khubsurat banane ka nirnay liya unhone Jaadui Duniya Ke Logon ke sath Milkar Ek Naya project banane ki shuruaat ki Jiska Naam Rakha "Jaadui Duniya Ka Vikas"

Is project ke tahat Jadu aur liya ne Jaadui Duniya Ke shahron ko Aur Bhi aadhunik aur Khubsurat Banaya unhone Jaadui Duniya Ke Sabhi Logon Ko acchi Shiksha aur Swasthya ki kisuvidhaen prapt karvai aur Jaadui Duniya Ko Ek shantipurn Aur swachh Duniya Banaya.

More Chapters