Cherreads

meri 12 se lekr 16 tak ki galtiyaan

Sabse phle toh mai mera intro deta hu.

My name is ayush meena i blong to rasuliya mai ek 17 sala ka ladka hu or mai yaha pr meri 12 se lekr 16 sal tk ki galtiya batana chata hu mai chata hu ki app log bo galti na kre toh pls meri baat ko jitna ho sake utna smjna..

You are ready?

Sabse phle toh mai jb 12 sal ka hua tha something august ki baat ha mera ghr mai bhaiya papa bade papa rajshree kathe the toh maine bhi unhe deka kate hue mera mn mai bhi ऊर्जा jagi ki yarr ek baar try krne mai kya hota ha then maine buy kiya 10 bala jo ata bo maine khaya khane ke baad muje uska test thik nhi lga lekin usme jo thambaku thi usme muje चक्र ane lage the maine socha koi mtlb nhi ha in chijo ko khane se fir december ki baat ha muje bohot acche se yaad ha mera frnd ha sahil meena usne muje fir khilaya tha kasam de kr 4 ya 5 baar khilaya tha ab uska taste accha lgne laga tha kyu lagne laga tha ya bhi bata hu.! jaise ki mai hi nhi app sab logo ki bata rha hu; mai daily ghr ka khana kata hu suddenly hi mai bahar ka khana chalu kr dunga toh uska test bhi thik nhi lagega lekin agr 5 se 10 din maine kha liya ghr ka khana avoid kr ke toh fir uski hi adat lg jayegi baise hi rajshree ha lekin app log bahar ka khana, khana chor doge lekin rajshree nhi chor paoge mai ab nirash hu ki maine kyu khaya tha us time Or ya hi meri 12 se 16 tk ki galti ha.. Is story se sirf mai ye bata chata hu ki pan masale se dur rho cancer jaisi bimri ka sikar ho sakte ho agr ladke dek rhe hai toh unko mai bohot deeply samjana chata hu app logo ke ghr bale app se umid kr rhe ha hamara son accha kam karega ya kregi or apko krna bhi h..

In sari chijo se jitna dur rhe sakte ho raho plss my bother and my sister.. 🤗

Thank you meri story padhne ke liye or samjne ke liye ☺

My name is ayush meena i blong to rasuliya से पहले तो मैं अपना परिचय देता हूँ।

मेरा नाम आयुष मीणा है और मैं रसूलीया से हूँ।

More Chapters