Meri pehli or aakhiri galti iss Tarah thi.Ki main kisi ko bata Nahin. PA.Rahi.Thi, main online job Karti, thi or mujhe usi beach, aadmi Mila, jiske, product Mein salelout, Karti, thi mujhe uskay product sell out kar Rahi thi, dheere dheere, mere attachment, uske, saath, badti , Ja Rahi thi mujhe Pata, he nahin laga. Ki main kiss Tarah, se uske saath, attach ho* Gai rose daily baat, Karni uski baaton, ko. Mahasoos karna mujhe achha lagata tha usse baatein Karni mujhe achha lagata tha, jis, din baat, nahin, Hoti, thi, Aisa, lagata tha, ki kuch adhura sa hai ...
Mujhe Pata tha ki main galat kar Rahi Hun aapnay, AAP ko dhokha they Rahe Hoon, ki Joe Maine line, online, kaam karne, ki pakdi thi wo Sahi, thi per main Pata, nahin, kyun, uski baaton, Mein.Aaa rahi thi usmay aysaa kya tha Jo mujhe us tak Khich raha tha online work maynay paysay kamnay kay liye Kiya tha or yeh sab lock down may start hua tha vo mujhe online hi Mila tha or may bhi ussay online hi mili thi hum ek dusray ko nhi jaantay thay ek baar maynay ek product galati say galat Chala gaya par ussnay gussa karnay kay vajahay mujhe say itni aacchay say baat ki jasay kuch hua hi nhi par meri koi galti nhi thi say company ki galti thi ki us par galat product chala gaya or uska kafi nuksan hua vo Mera kafi aacha online customer ban gaya tha jis din ussay baat nhi hoti kuch 🙄 alag sa laagta par meri shaadi fix hogai thi mujhay Pata tha yeh sab galat hai ...par Pata nhi kyu uski Tarah khichav sa tha....
Maynay susay kabhi Desha nhi tha na usnay mujhay Dekha tha us msg or call kay threw baat hoti thi Mann toh bahaut karta tha ki uska chehra whattsup par video call Kar kay dekhu par dar lagta tha ki may kahi galat toh nhi kar rahi hu. Par jissay shaddi honnay vali thi vo bhi mujhay bahaut pyar karta tha usse bhi dokha Daynay ka Mann nhi tha ....
Jab bhi online hoti aapnay customer ko product sale karti toh usska msg aata toh aapnay saaray customer ko chodkar usko attend karti vo itni aachhay say bolta or order bhi jayada dayta tha us may koi kapt nhi tha vo Alag tha fir ek din maynay soucha ussko video call Karo uska chehra dekna Cahti thi fir ek din call Kiya or fir.....
Usska call asya ussay milnay kay liye gai ghar par jhoot bola ki parlour may Jaa rahi hu or fir ghar kay Bahar say auto liya or finally ussay milnay gai ,auto Vala nay khana nhi khaya tha vo khana khanay kahi Chala gya may es pal ko chodna nhi chatting thi or bus meray pass 15... say ... 20 minute hi thay Mera jyoti hai or Meray customer ka naam rahul .auto may Jab maynay ussay dekha toh usko dekhti hi rah gai Shayad mujhe ussay call or msg kay threw pyar ho gaya Tha, or vo bahaut hi handsome tha usnay hello bol kar Mera hath auto may pakkad liya or hath nhi choda tab tak may chali nhi gai ussany bola tumharay hath jyoti bahaut thaday ho rahay hai burf ki Tarah may bahaut gabra Rahi thi pehli baar kisi say chup kar milnay aai hu kisi nay delh liya toh esliye auto kay Ander hi mili public place par Bahar nikalna thik nhi samjaha .rahul nay jab Mera hath thama toh bahaut aacha laaga Maano butterfly 🦋 💖 ud rahi ho vo bahaut hi handsome tha or usko dekh kar lag raha tha usko may bhi kafi pasand aai thi 😄 ta hi ussnay Mera hath tight pakkad rakha tha auto may kafi Kareeb sath bathay that hum ussnay bola jyoti tum Hari eyes or lips 💋 bahaut hi sunder hai or tum Gori bhi ho or tum haray baal bhi lambay hai enn baalo ko bus meray samnay khola Karo,or fir meray balo may hath fernnay laga ,or meray pass aakar bola kya ek kiss 💋 kar sakta hu may Sharma 😀 gai or boli...
Abhi nhi aap lip 💋 kis mat Karo vo bahaut bol raha tha maynay ussay mana Kiya fir maynay bola koi nhi aap meray galo par kis Karo ussay kafi accha perfume laggaya tha...
Vo mujhe aysay dekh rahaa tha jaysay uussay meri hi talassh thi .....
Vo mujhe aaj esi waqt aapnay Sath lay ♥️ jayegavo Mera bahaut aacha customer ban gaya tha lock 🔐 down may 😑. Fir auto wally bhaiya aa gay or vo chala gaya or ussnay Mera hath tabh bhi tight pakkad rakh tha may Hass kar boli ab toh hath chod do ya aaj Mera hath bhi aapnay sath lay jaaogay .vo bhi Hass kar bola may hath nhi tumhay hi lay jaunga .fir 20 minute baad may aapnay ghar chali aai ...
OR second meeting ka intezaar karnay lagi raat bhai uska khayal meri yaado may aata raha uska vo tight hath pakadna or merray itni Kareb baydkar meri taarif karna or uski perfume ki Mahak meray hatho may mehkana. Bus kya hi batau hi ussnay jab meray lambay baalo may hath Fera toh Etna aacha laaga ki may Sohi jau par ghar jaanay ki jaldi nay 😄 jaan hi lay rakhi thi.....
Vo mujhe kabhi kabhi night may bhi video call karta meri toh jaan hi Nikal jaati uska video call kaysay uthau blanket kay Ander gus kar baat karu ya Bahar Jaakar maynay ussay maana Kiya ki aysay itni raat ko video call 📞 💖 mat Kiya Karo sab pass he hotay hai bola ki tumhay dekhay Bina Mann ki nhi lagta .....
Ab yeh bhi souch rahi thi jissay meri shaadi honay vali hai uska naam pardeep hai vo bhi mujhe bahaut pyar karta hai maynay bahaut galat Kiya aysay chup kar us rahul say milnay gai ab may kya karu ek Taraf may ussay pyar karti hu or ek taraf vo mujhsay pyar karta hai kuch Samajh nhi aa raha kya sahi hai or kya galat dil bol raha hai rahul kay pass jaa or dimaag Kah raha hai pardeep ki ho jaa . Pardeep Mera fiyoncy bahaut aacha hai mujhe pyaar karta hai sidha Sadha Ladka hai or rahul aaj kay mohol may jinny valla done may kafi antar hai .....
Aap hi batao may kya haru mujhe Pata Hai mujhe kisi ek ka hona hi hoga par kis ki hou nhi Pata mummy papa ko bhi nhi bol sakti or pardeep ko bhi nhi kya karu dokh toh ho raha tha mummy, papa or pardeep kay sath. Par Pata nhi usnay kya jadu kar diya tha meray upper ki may usko chorna nhi cha rhi thi .... plzzz God meri madad Karo may yeh sab kya kar rahi ho aspnay mom dad ko dokha daynay jaa rahi thi ....
OR pardeep ko bhi vo bahaut aacha hai jab Mera shaadi say pehlay birthday pada vo meray liye cake,flowers ,jewelry set,or chocolate 🍫 😋 bhi laya birthday 🎂 cake cutting kar kay lag raha tha ki year yeh mujhe Kitna pyaar karta hai or may yeh sab kya kar rahi thi mujhe aysay nhi karna chahiye tha...
Fir ek din rahul nay call Kiya maynay uskay call ka reply nhi Kiya usnnay dubaara call Kiya maynay call uthaya or normal product ki hi baat ki may suit,saree,lengha,shawl ladies collection sale karti thi uski shop thi vo mujhe say hi product layta tha 🔐 lock down may.....
Fir ek din ussnay mujhe bahaut force Kiya milnay kay liye ( rahul) nay maynay usko bola Jo bhi baat hai call par bata day par vo bola mil kar hi batayega may thoda dar gai vo kabhi aysa hi bolta tha may usskay call ignore kar rahi thi vo bola meray pass tumhay dikhanay ko kuch interesting hai ...
May or bhi jayada dar gai kabhi kabhi may Jab bhi bhar jati thi toh apni photo click karkay usko bhej dayti thi or meri kuch whattsup chatting bhi uskay pass hi thi jab vo bola milker hi bataunga may darr gai or fir....
Mujhe laga ek baar last baar us rahul say Mil lu vo mujhe pyaar to bahaut karta tha but ussay bura bhi lag raha tha ki may ussay during ho rahi hu vo mujhe say shaadi karna chahta tha par jab maynay maana kar diya tha toh usnay ek meeting kay liye Mc Donald may bulaya or may vaha par gai vo meri pehli or aakari meeting thi ...
May ussay milnay gai ussay annay may Thodi days thi toh maynay pizza order kar diya or cold drink bhi jab vo aaya usko mujh say mil kar bahaut aacha laga or fir vo Mera jhoota pizza 🍕 or cold 🍸 drink penay laaga maynay bola Mera jhootha mat Khao may dusra order kar dayti hu par vo bola ab fir kabhi hum milay ya na milay aaj khanay do meray pass bhi paysay hai may khud bhi Kharid sakta hu par aaj tumhara jhoota hi khanay do...
Tumhara jhoota pyar nhi Mila toh kya hua jhoota pizza or cold drink toh pee hi sakta hu yeh sun kar meri aanko say aasu aagay or vo bhi roo pada fir ussnay God say bola ki kyu milvaya Tunney es ladki say mujhe may ab essay Binna nhi rah sakta.....
Usnay fir mujhe shaadi kay liye bola ki tum Pardeep ko chodkar meray pass aajao maynay maana kar diya may usko like Kiya karti thi but family ki vajah say pardeep itnay aachay hai unko bhi nhi chod sakti thi meri pehli or akheri galati ho gai Jo may aapna pehla pyaar adhura chod aai or pardeep jaysa Nayk dil ensaan maynay pehlay kabhi nhi dekha ....
Rahul aaj bhi yaad hai mujhe kuch instant aysay hotay hai ki vo hamay kabhi nhi boltay but rahul say jayada mujhe meray Pati pardeep nay pyaar diya aap log hamesha yaad rako jissay aap pasand kartay ho usko pyaar mat Karo Jo aapko pasand karta ho ussay pyar Karo fir ek din...
