Cherreads

UNTitled,Dpk_S1769776053

Dpk_S
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
64
Views
Synopsis
mai 9th class mai tha tab meri zindagi mai ek ladki aai dekhate dekhte muze us se pyar ho gaya mera love sabse aalag tha ki usse dekhe bagar raha bhi nahi jata our vo sanme aate hi usse dekha tak nahi jata usse kabhar tak nahi thi or mai uss ke liye mara ja raha tha.
VIEW MORE

Chapter 1 - My love story

Aaj mai 12th class hu, ye story ki shuruvat tab hue jab mai 9th class mai tha, our ek ladki muzhe achhi lagne lagi, vo 8th class mai thi. Vo ladki sabse alag lagne lagi muze

Tab muzhe iis bat ka ehsaas nahi tha ki mai wusase pyar karta hu, school mai mera bas ek maksad ban gaya tha ki bas use dekha, dekhate-dekhate mai 10th mai chala gaya our vo 9th class mai.

Fir mare har roj ka ban gaya tha use dekhna bas use dur se dekhana our mera din gujar jata bad mai muzhe realizes huaa ki mai use pyar karne laga hu.

Mara maksad use paana nahi bas use dekhna hai, use dekhakar muzhe ek tarah ka sukun milta tha. Jab vo samne aajati to muzhe use dekha bhi nahi jata tha dekha to kya mera dimak kam nahi karta hta kya karu kaha dekhu kuch samaz nahi aatta tha jab vo dur chali jati to fir vuse dekhta.

mai kisi ladki se bat bhi nahi karta tha mai ek dam simple tha, use iis baat ki khabar Tak Nahin thi ki main use dekhta tha

School mein bus mera ek hi maksad ban gaya tha ki use jakar Bas use dekhna class se bahar jana use dekhna, Agar kisi din main usse Nahin dekhta to Mera din nahi gujarta tha. Main yah Sochta ki use bata dunga lekin use Dekhte hi pata nahin mujhe kya ho jata, Meri Bahan uski class mein yah Kabhi Nahin Socha Tha ki main uske Pyar mein itna Pagal Ho Jaunga, pahle Mujhe Log Jab Pyar Mei apni jan dedete the to muzhe lagata hi ye kya pagal pn hai leki us bat kat matlab muzhe tab samaz aagaya jab mai khud is ke pyar mai pagal ho gaya.

Balki usse iis baat ki bhanak Tak Nahin thi our mai us ke liye mara ja raha tha mera pagal pn bada hi ja raha tha aagar muzhe pata chal jata ki vo vahai mai vsha chala jata, ghar mai bas us ke baremai sochta kabhi kabhi to apne aap ko chot bhi pohachata kisi vastu se ahne hato nishan lagana pen se us ka nam likhna book par us ka nam likhna,

Divar par hat marna bs sukun deta tha our usse bhan tak nahi thi.

Us ke bare batau to sabse aalag thi use kud par ghamand nahi tha ek dam simple thi vo kabhi kisi ladke ki taraf dekti taq nahi thi uss ki aakhe uss ke bal usse gal usse ki chal us ki aada uss ki aavaj mujhe uss mai uss ki har chiz pasand thi mai pagal uss ki aakhe dekhakar ho jataere dost botle thai bata te uss par vo jab mere pas hoti to mera usse dekha tak nahi jaata our batana to bahot dur ki bat thi, (meri jaisi halat kisi ki nahi hue hogi) vo har roj mere samne to thi par muzase bohot dur thi.

Bilkul mere jaishi halat mere dost ki bhi thi, school mai hamara bas 1month bacha tha ...