Cherreads

nashib ka king

Pallavi_Jadon_6279
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
249
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - nashib ka king

Main jab 10 saal ka tha tabhi meri maa mujhe chhod ke chli gyi! aur Mera baap daru pike mujhe marta tha isiliye main apna Ghar chod ke chla aaya! aur main phir Sahar main rhne lga! tha! ek din ek gadi se main takara gya or us gaadi main ek ldki baithi thi us bakht main 20 daal ka ho gya tha lakin Maine us time bhut bdi galti kr do thi ye galti mujhe bhut tadpayegi! ye nhi pta tha mujhe phir vo ldki gaadi se utrke khti h bhai t tum kahan the itne din se!