Jennie ko dolls pasand nhi thi
Sham ko building ke niche ek purana box mila jisme likha tha-"Free"
Andar ek doll thi,normal size ,glass kesi akhein or halki si smile.
Jennie use ye sochkar layi ki "Gift kar dungi kisi bacchi ko"
Par raat ko jab Jennie ki aakh 3:15 ke karib uthi to usne dekha ki doll table par nhi thi-chair par bethi thi.
Jennie bhot dar gyi or usne man hi man socha "Par mene to use wha rakha hi nhi tha"
Raat ko Jennie ke doll ko almari me lock kar diya
Socha "Bas ab safe he"
Par subha uthkar dekha-lock tod ke doll table par wapis thi aur usko hath me ek paper tha jisme likha tha "Kal tum mujhe girane wali thi"
Jennie ko ab or dar lgne lga
"Ye doll mujhe sach me follow kar rhi he"?
