Cherreads

Chapter 1 - Meri zindagi ki chhoti Si mistake

Ek bar ek bar Maine road per ₹500 paye per Maine usko kharch nahin kiye maine usse garibon ki madad ki aur thoda Paisa Mandir mein De Diya tabhi mere pass ek tabhi mere pass ek dadaji Aaye aur vah bahut jyada Garib lag rahe the unke kapde bhi fate hue the aur Maine unki madad ki lekar jab Maine agale din unko dekha ki unki aur unki Beti bhi Mandir mein Aaye hue The Lekin Main jab Puja karne Laga tab vah mujhe Dhyan se dekh rahe the tabhi Maine unse poochha ki Dada Ji aapko kya hua unhone bola beta main bahut Garib Hun Main apni ek waqt ki roti nahin juta Sakta lekin Meri beti ko school jaane ka bahut shauk hai meri beti bahut padhna chahti hai lekin main bahut Garib hun aur main ise padha nahin Sakta tab Maine yah socha ki Kya Main inki madad kar sakta hun Maine tabhi inki yah social media per post Dali aur Maine use per likha ki please help them tab ek bar raat mein main so gaya tha per mujhe Meri aankh khuli aur Maine dekha ki Koi mere darvaje ke bahar khada Hai Main dar Gaya aur Main chillane laga ki Kaun Hai Kaun Hai per Koi awaaz nahin I tohi maine notice Kiya ki koi Koi white kapda pahan kar mujhe dekh raha hai main use 5 minut Tak dekhta Raha per usne mujhe awaaz lagai maidar Gaya aur main dar Gaya aur maine apne ghar per sabko phone lagaya per Kisi ka phone utha nahin raha tha tabhi mujhe awaaz I ki daro mat main tumhara dost hun maine kaha Kaun hun usne kaha ki main vahi Bura aadami hun jisne tumhari tumse madad Li Thi jisko tumne madad kiya tha aur use khana khilaya tha uski ek Beti Hai jise Tum School bhejna aur use padha likha Dena maine kaha ki abhi main bahut Chhota hun Main khud School jata hun lekin main use kaise padha sakta hun usne kaha ki main tumhen har Mahina 40000 Dunga aur tum use de dena aur use admission karva kar usko khane peene aur uske padhne likhane ka kharch uthana tab maine usse poochha ki kya aap mujhe apna Naam bata sakte hain usne kaha nahin tum mujhe apna dost samajh lo har mahine main tumhare pass aaunga aur tumhen paise dekar jaunga tabhi maine dekha... Continude

More Chapters