Sooo the galti was kabhi kisi par andha bharosa maat karna bro I am not kidding kabhi kisi par itna bharosa maat karna ki baat me tumahe hi pachatana pade haan bhau mai sab par jaldi bharosa kar lete aur aur haar baar mujhe hi uska bhugatana karna hota hai mere hisaab se kabhi bhi kisi par itna bharosa maat Karo ki aage Jaa kar jab vo tumhare sath nhi ho toh tumhe kuch farak n padhe aap ko aisa lagta hai ki maine pyaar me dhoka khayaa hoga lekin nhi mujhe yeh pyaar vyaar pasand nhi hai matlab pasand ki baat nhi but vo cringy things lagte hai sun kar thodi herayani huai hogi lekin nhi pasand mujhe bhai mere Babu n khana khaya, love you,miss you,kiss ,hug,hatttt mujhe nhi pasand Bhai mujhe koi bole n ki khana khaye toh mai usko bolte hu kyu bartan dho kar lene vale ho kya jho puch rhe ho
